Paytm kya hai Hello Friends aj hm apko batayege ki PayTm debit card kaise banaye dosto apne paytm ka naam to suna hi hoga or sayad Ap paytm use bhi karte hoge kyu ki paytm sabse best technology me se ek hai usme Ap bahut se banking work ghar baithe kar sakte hai jisme balance transfers, shopping, earning etc bahut se kaam ghar baitha kar kar sakte hai.

PayTm ne shuruaat se hi bahut useful or Best feature diye hai apne user ko or isse hm banking ke sabhi kaam ghar baith ke bhi kar sakte hai ye bahut easy or fast tareeka hai online banking ka or 100% secure bhi hota hai hal hi me paytm ne apna debit card launch kiya hai PayTm debit card other bank ki tarah hi hota hai jise Ap kahi bhi kabhi bhi use kar sakte ho aj ke apko iske bare me puri jankari batane wala hu is article me.
- Jio Se Paise Kaise Kamaye?
- Facebook Se Paise Kaise Kamaye?
- Paisa Kamane Wala Game : ą¤ेम ą¤ेल ą¤ą¤° पैसे ą¤ą¤®ाने ą¤े तरीą¤े
- Apne Business Ko Google Par Promote Kare Kare
- PayTm Agents Kaise Bane पूरी ą¤ानą¤ारी हिन्दी में
PayTm debit Card Ke Fayde
agar ap paytm ka debit card use karte hai to usme apko kai tarah ke alag alag fayde ho sakte hai yah same usi tarah se kam karta hai jis tarah se other bank ke debit card kaam karte hai.
- Paytm card se ko Ap kisi bhi store me shopping ke liye use kar sakte ho.
- PayTm card se Ap amazon, flip chart, eBay jaisi Website or app se online shopping kar sakte hai.
- PayTm ke card se Ap India me kahi bhi ATM machine se paise nikal sakte hai.
- Other bank ATM ki tarah PayTm ke ATM se bhi Ap balance transfers kar sakte ho.
- PayTm debit card se Ap NEFT, UPI etc alag alag transfers kar sakte hai.
yah sabhi suvidha apko paytm ke debit card me mil jati hai or iske alava bhi apko kai tarah ki suvidhaye isme milti hai.
PayTm debit Card Ke Liye Apply Kaise Kare
paytm debit card ke liye appy karna bahut hi easy hai bahut hi aasani se ap iske liye apply kar sakte hai iske liye apply karne ke liye apko kuch aasan se tarike ko follow karna hota hai jiske bare me hm apko bata rhe hai.
1. Install PayTm
Debit card ke liye appy karne ke liye Sabse pahle Ap apne mobile me Playstor se PayTm Android application install kar lijiye.
2. Paytm Login
Ab apko application open karna hai or usme apna username or password daal kar apko login karna hai.
3. Click ATM
Ab apke samne paytm ka homepage open hoga usme BANK ke option par click kare or badme Bank account service par click kare or badme ATM & debit Card ke option par click kare.
4. Click Request Card
Ab new page open hoga usme Request Card ka option show hoga uspar apko click karna hai.
5. Feel Form
Ab apke samne ek form open hoga usme apko apna address feel karna hai usi address par apka ATM deliver hoga.
6. Pay
badme 120 rupay payment ka option hoga usme click karna hai paytm apse 120 rupay ATM generate or deliver charge lega Jo ki one time payment hoga.
Last me apko payment option choose Karna hoga Ap kisi bhi tarah se payment kar sakre ho badme request submit kar deni hai.
hmne apko jo tarike bataye hai usko follow kar ke ap bahut hi aasani se paytm debit card ke liye apply kar sakte hai or apne new debit card ya paytm bana sakte hai ye ek bahut easy process hai jo ap 5 minutes me puri kar sakte hai.
- PayTm EKYC Center ą¤ैसे ą¤ोले व PayTm KYC से पैसे ą¤ैसे ą¤ą¤®ाą¤
- PayTm से मनी ą¤्रांसफर ą¤ैसे ą¤ą¤°े हिंदी में?
- PayTm Se Paise Kaise Kamaye?
- PayTm ą¤्या हैं ą¤ą¤° How to Use PayTm हिंदी में ą¤ानą¤ारी
- PayTM KYC Verification ą¤ैसे ą¤ą¤°े व PayTm Upgrade ą¤ैसे ą¤ą¤°े
is article me hmne apko paytm debit card ya paytm ATM card ke liye apply karne ke bare me jankari di hai agar apko debit card ke liye appy karne me koi pareshani ho to ap hme comment kar sakte hai or jankari acchi lage to isko apne friends ke sath share bhi jarur kare taki sabhi ko iski jankari mil sake.
Category : pmoyojana

0 Comments